Tuesday 19 November 2013

AsYa FF: Time to go back (Chapter 6)






MALL


Asad: *thinking*
ab toh haad par ho rai hai kch na kch toh karna padega! Zoya se kehna padega!

Najma: *grinning*
help chahiye? 

Asad: uummm...vo...

Najma: kya bhaijaan aap bhi jante hai muje sab pata hai ab chupa ke kya fayda?

Asad: haan thik hai na karta hoon pyaar mai zoya se! Kya kch galat thodi kiya hai jo daru?

Najma: ab aaya na ut pahad ke neeche!
Finally maine aapke accept karva hi liya!

Asad: haan haan karva liya! Ab help bhi karni padegi!

Najma: haan pata hai iss mamle me aap thode aanari hai!

Asad: muje sab aata hai! Aur haan tumhe kabse pata hai!?

Najma: jabse aapko pata hai!

Asad: matlab tumne...

Najma: baatein sun li thi 

Karan: hey tum log yahaan kya kar rahe ho? Zoya tum logo ko find kar rai hai!

Asad: haan aa rahe hai!

Karan: thik hai!

Zoya: kahaan ho tum sab muje chod ke koi plan nai ban rha hai na?

Karan: na re meri jaan itni himaat!

Zoya: toh thik hai! Najma ye try karo nah! Kinna cute hai tumhe suit karega!

Najma: awww! Bahut cute hai mai abhi try karti hoon!

Zoya: ok!

Najma tries and comes and is looking super cute! 

Zoya: aww! Dekho toh zara meri choice kinni mast hai!

Asad: bahut pyaari lag rai ho!

Karan: do do inni khubsurat ladkiyaan ek saath! Hey bhagwaan katal kyun nai kar lete haamara!

Asad rolls his eyes!

Najma: thank u thank u thank u mai ye le rai hoon! 

Zoya: karan tumne kuch liya hi nai!

Karan: tumne dikhaya hi nai! Tum ladkiyaan apni shopping mein itni busy ho gai ki hum dono ko bhul hi gayi!

Zoya and najma: chalo isskeliye bhi kuch dhudhte hai!

Asad was more than happy seeing the bonding of his dearest lil sis and his lady love! He was in an awe!

They finally found out an awesome sherwani for him. He loved it and they headed off for home!

Car ride was a silient ride everyone was tired!


ZOYA'S ROOM

Karan: may i?

Zoya: obvio yes!

Karan: ek sawaal puchu sach jawaab dena!

Zoya: bol na!

Karan: tere aur mr. Khan ke beech kya hai?

Zoya: kya?

Karan: tere aur mr. Khan ke beech kya hai? 
He asked as the most obvious thing in the world.
Dibara repeat karne se sawaal nai badlega!

Zoya: kuch nai aur kuch ho bhi nai sakta!

Karan: tu unhe like karti hai na!

Zoya: karan tujse kya chupauu! Haan karti hoon like shayad like se zyaada! Par vo mujse nafrat karte hai!

Karan: ab ye kissne kaha ?

Zoya: *teary*
Unhone

Karan: par unki aakheen kuch aur ki kahani baatati hai!

Zoya: mr. Khan bahut confusing hai! Unhe samajna bahut mushkil hai! Tumhe iss sab se dur rehna chahiye! Maine tum sach kaha par ab iss bare mein aage koi baat nai hogi!

Karan: par..

Zoya: koi par var nai...! Tum ghar jao der ho gai hai!

Karan: yaa ok! Cya princess!

Zoya: cya prince!


NAJMA'S ROOM

Karan: najma?

Najma: karan? Tum yahaan!?

Karan: uumm.. Haan kuch baat karni thi!

Najma: kya?

Karan: maine aake iss baat ko notice kiya tumne kab kiya hoga! I mean zoya and asad! Kuch pak raha hai na!?

Najma: umm... Vo...

Karan: toh mai sahi tha! Zoya is like my little sis bahut possesive hoon uske baare mein par asad is kind! Baas mujse jaal gaya tha!

Najma: bhai bahut pyaar karte hai zoya se!

Karan: aur zoya bhi! Toh problem kya hai boss!?

Najma: dono ke egos inne bade jo hai! Pehle kon bolega!

Karan: humein kuch karna chahiye na!?
Unse bulvane ke liye! Mai zoya ko aache se pehchaan ta hoon aur tum asad ko! Hamari jodi hit hai!

Najma: sachmein?

Karan: aur nai toh kya!? Itni pyaari bandi ko mein kaise akele chod doon?

Najma: thank u so much!

Karan: what thank u baat meri zoya ki bhi hai!

Najma: ok! So asad + zoya

Karan: asya pyaar ka iqraar mission starts!

Najma: rightly said!

Karan: toh thik hai phir mai chalta hoon!
Bye!

Najma: bye!

Karan leaves!

Najma: bhaijaan jisse aap musibaat samaj rahe ho vo toh aapka cupid nikal! Aapka kaam toh gaya! 
*dancing*
Jald hi zoya meri bhabhi bann jayegi! 
***



Luv Ani<3 



No comments:

Post a Comment